Mera Yaar Thanedaar - मेरा यार थानेदार

Updated: January 7th, 2025, 05:34:02 PM IST
Song: Mera Yaar Thanedaar

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane

are baali umar me haath lagaye toh

bhijwa dungi thaane, mera yaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

ambiya jawani ke chakh lene de sun paagal deewani

ambiya jawani ke chakh lene de sun paagal deewani

Mera Yaar Thanedaar song is sung by Rani Hazarika and Jaan Nissar Lone and the music is given by Jaan Nissar Lone. Mera Yaar Thanedaar song lyrics is penned down by Tanveer Ghazi. Mera Yaar Thanedaar ; Singer: Rani Hazarika, Jaan Nissar Lone ; Movie: 18.11 (2014) ; Music Director: Jaan Nissar Lone ; Lyricist: Tanveer Ghazi

Mera Yaar Thanedaar Song Lyrics:

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane

are baali umar me haath lagaye toh

bhijwa dungi thaane, mera yaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

ambiya jawani ke chakh lene de sun paagal deewani

ambiya jawani ke chakh lene de sun paagal deewani

are bali umar ka apna maza hai chhod ye aana kaani

mujhe dede thoda pyaar, mujhe dede thoda pyaar

mujhe dede thoda pyaar, mujhe dede thoda pyaar

are beech bajariya chhed na mujhko o majnu ke pote

beech bajariya chhed na mujhko o majnu ke pote

jaan gaya gar meri haqikat udd jayenge tote

mere naam ka charcha hai saari duniya me shaane

meri wajah se tapak gaya saala johnny gaddar

mera yaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar yaar yaar, mera yaar thanedaar

tu roop nagar ki rupa hai jisne laakho ko luta hai

tere naazo nazakat ke sadke kitno ka hi dil tuta hai

deewano ki teekhi nazariya tan me aag lagaye

dekh patakha mast kamariya sabka mann lalchaye

par main jiski deewani hoon jaan liye har koi

par main jiski deewani hoon jaan liye har koi

robinhood ke jaisa hai jigra uska damdaar

mera yaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane

are baali umar me haath lagaye toh

bhijwa dungi thaane, mera yaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mujhe dede thoda pyaar, mujhe dede thoda pyaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

Frequently Asked Questions (FAQs)

Who wrote the lyrics of "Mera Yaar Thanedaar"?

Tanveer Ghazi has written the lyrics of "Mera Yaar Thanedaar".

Who is the singer of "Mera Yaar Thanedaar"?

Rani Hazarika, Jaan Nissar Lone have sung the song.

Who composed the music for "Mera Yaar Thanedaar"?

Jaan Nissar Lone

"Mera Yaar Thanedaar" Song is a popular track from the album "18.11 (2014)", sung by Rani Hazarika, Jaan Nissar Lone. With heartfelt lyrics penned by Tanveer Ghazi, and soulful music composed by Jaan Nissar Lone, this song continues to captivate fans.

Song Details

Song: Mera Yaar Thanedaar
Album: 18.11 (2014)
Singer: Rani Hazarika, Jaan Nissar Lone
Lyricist: Tanveer Ghazi
Music: Jaan Nissar Lone
Keep listening to the music! 😊