Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf - ये कैसा इन्साफ राम, ये कैसा इन्साफ

Updated: January 9th, 2025, 12:04:10 PM IST
Song: Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf

ram ram ho ram siya ka antar kare vilap

mukh se na bole, par man puche

ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi

sita ko kiya na maf kiya na maf ram

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf song is sung by Bhushan Mehta and Hemlata and the music is given by Ravindra Jain. Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf song lyrics is penned down by Ravindra Jain. Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf ; Singer: Bhushan Mehta, Hemlata ; Movie: Yeh Kaisa Insaf (1980) ; Music Director: Ravindra Jain ; Lyricist: Ravindra Jain

Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf Song Lyrics:

ram ram ho ram siya ka antar kare vilap

mukh se na bole, par man puche

ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi

sita ko kiya na maf kiya na maf ram

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

uske kaj se tum to na the anjane

man me na tha pap oro ki bas mane

pati sewa me leen rahi na din dekha na rat

pati sewa me leen rahi na din dekha na rat

usse kiske bharose chal diye chhod ke hath bolo

ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi

sita ko na maf kiya na maf ram

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

ram bina aram na aye man ko

man roye man hi samjhaye man ko

wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir

wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir

dukh sah ke chup rah rah ke jiwan ban gaya phir

bolo ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi

sita ko kiya na maf kiya na maf ram

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

Frequently Asked Questions (FAQs)

Who wrote the lyrics of "Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf"?

Ravindra Jain has written the lyrics of "Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf".

Who is the singer of "Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf"?

Bhushan Mehta, Hemlata have sung the song.

Who composed the music for "Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf"?

Ravindra Jain

"Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf" Song is a popular track from the album "Yeh Kaisa Insaf (1980)", sung by Bhushan Mehta, Hemlata. With heartfelt lyrics penned by Ravindra Jain, and soulful music composed by Ravindra Jain, this song continues to captivate fans.

Song Details

Song: Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf
Album: Yeh Kaisa Insaf (1980)
Singer: Bhushan Mehta, Hemlata
Lyricist: Ravindra Jain
Music: Ravindra Jain
Keep listening to the music! 😊