Katha Suno Siya Swayamavar Ki - कथा सुनो सिया स्वयम्वर की

Updated: January 9th, 2025, 12:04:12 PM IST
Song: Katha Suno Siya Swayamavar Ki

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

janaknandini mithilavasini janaknandini

janaki or dasrath priyawar ki

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

jore nagar nagar ke bhup bhi veer baldhari

veer baldhari par ram lakhan sa ek na tha baldari

shri ram lakhan sa ek na tha baldari

ho ek jhalak me man se sita

Katha Suno Siya Swayamavar Ki song is sung by Hemlata and the music is given by Ravindra Jain. Katha Suno Siya Swayamavar Ki song lyrics is penned down by Ravindra Jain. Katha Suno Siya Swayamavar Ki ; Singer: Hemlata ; Movie: Yeh Kaisa Insaf (1980) ; Music Director: Ravindra Jain ; Lyricist: Ravindra Jain

Katha Suno Siya Swayamavar Ki Song Lyrics:

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

janaknandini mithilavasini janaknandini

janaki or dasrath priyawar ki

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

jore nagar nagar ke bhup bhi veer baldhari

veer baldhari par ram lakhan sa ek na tha baldari

shri ram lakhan sa ek na tha baldari

ho ek jhalak me man se sita

ha ek jhalak me man se sita ho gayi raghuwar ki

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko

aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko

man bole mohe kar de arpan apne pranpriya ko

dhan se sare narip jab hare sare narip jab hare

tab guruwar ki agya lekar raghuwar dhanush ki or padhare

pal bhar me shiv dhanush diya tod sita se nata liya jod

tut gaya dhanu gunj uthi dhawani

tut gaya dhanu gunj uthi dhawani

ram vijaya sawar ki

katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

le war mala badi wah devi war liye raghuwar parm snehi

ram siyaram siyaram jai jai ram ram siyaram siyaram jai jai ram

ho nabh se dev suman barsaye ho nabh se dev suman barsaye

parjan purjan sab harsaye ram siyaram siyaram jai jai ram

ram siyaram siyaram jai jai ram

ram ko rup siya ko sarup saprem lage sab log niharan

log niharan

bal jawan or vridh chale siya ram ke paw pakharan paw pakharan

jap jape or dhayn dhare se ho det na darsan jo bhaw taran

soravnath kripa karke nij aye siya ki mang sawaran

soravnath kripa karke nij aye siya ki mang sawaran

adbhut shobha jaye nivarni, adbhut shobha jaye nivarni

milan manohar ki katha suno siya swaymvar ki

suno suno katha siya swaymvar ki

Frequently Asked Questions (FAQs)

Who wrote the lyrics of "Katha Suno Siya Swayamavar Ki"?

Ravindra Jain has written the lyrics of "Katha Suno Siya Swayamavar Ki".

Who is the singer of "Katha Suno Siya Swayamavar Ki"?

Hemlata have sung the song.

Who composed the music for "Katha Suno Siya Swayamavar Ki"?

Ravindra Jain

"Katha Suno Siya Swayamavar Ki" Song is a popular track from the album "Yeh Kaisa Insaf (1980)", sung by Hemlata. With heartfelt lyrics penned by Ravindra Jain, and soulful music composed by Ravindra Jain, this song continues to captivate fans.

Song Details

Song: Katha Suno Siya Swayamavar Ki
Album: Yeh Kaisa Insaf (1980)
Singer: Hemlata
Lyricist: Ravindra Jain
Music: Ravindra Jain
Keep listening to the music! 😊