Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai - ऐ आसमान वाले इस वक़्त तू कहाँ हैं

Updated: January 9th, 2025, 12:17:35 PM IST
Song: Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale

aadam ko di maafi shaitan ko saaja di

takhte se daar ke bhi isha ki jaan bacha di

aadam ko di maafi shaitan ko saaja di

Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai song is sung by Mohammed Rafi and the music is given by Mustafa Yusuf. Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai song lyrics is penned down by Abdur Rab Chaush. Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai ; Singer: Mohammed Rafi ; Movie: Ziarat Gahe Hind (1970) ; Music Director: Mustafa Yusuf ; Lyricist: Abdur Rab Chaush

Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai Song Lyrics:

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale

aadam ko di maafi shaitan ko saaja di

takhte se daar ke bhi isha ki jaan bacha di

aadam ko di maafi shaitan ko saaja di

takhte se daar ke bhi isha ki jaan bacha di

har chiz pe tu kabil mukhtaar do jaha hai

is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale

jisne tujhe pukara usko amaan bakshi

machli ke pet me bhi ho uski jaan bakshi

jisne tujhe pukara usko amaan bakshi

machli ke pet me bhi ho uski jaan bakshi

har haal me tu apne bando pe mehrban hai

is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale

ayubb ko shifa di tujhko taras jo aaya

yusuf ko ek pal me yaadub se milaya

ayubb ko shifa di tujhko taras jo aaya

yusuf ko ek pal me yaadub se milaya

mushkil me aaj tere bando ka karwa hai

is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale

tufaan se tune ya rab jab nuh ko bachaya

tere siva hamara ab kaun hai khudaya

tufaan se tune ya rab jab nuh ko bachaya

tere siva hamara ab kaun hai khudaya

humko bhi paar karde ye waqt imtaha hai

is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale aye asman wale aye asman wale

Frequently Asked Questions (FAQs)

Who wrote the lyrics of "Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai"?

Abdur Rab Chaush has written the lyrics of "Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai".

Who is the singer of "Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai"?

Mohammed Rafi have sung the song.

Who composed the music for "Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai"?

Mustafa Yusuf

"Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai" Song is a popular track from the album "Ziarat Gahe Hind (1970)", sung by Mohammed Rafi. With heartfelt lyrics penned by Abdur Rab Chaush, and soulful music composed by Mustafa Yusuf, this song continues to captivate fans.

Song Details

Song: Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai
Album: Ziarat Gahe Hind (1970)
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist: Abdur Rab Chaush
Music: Mustafa Yusuf
Keep listening to the music! 😊