Ram Hai Mahan - I (Female) - दाता मेरे हाल पर ना मुझको छोड़िए

Updated: January 9th, 2025, 12:17:53 PM IST
Song: Ram Hai Mahan - I (Female)

daata mere haal par na mujhko chhodiye

daata mere haal par na mujhko chhodiye

suniye meri vinti, mujhse munh na modiye

suniye meri vinti, mujhse munh na modiye

aa bani hai jaan par, aa bani hai jaan par

na bano anjan, ram hai mahan

ram naam hai mahan, ram hai mahan

haar kar pukarta hai, dil ye baar baar

Ram Hai Mahan - I (Female) song is sung by Lata Mangeshkar and the music is given by Hridaynath Mangeshkar. Ram Hai Mahan - I (Female) song lyrics is penned down by M G Hashmat. Ram Hai Mahan - I (Female) ; Singer: Lata Mangeshkar ; Movie: Zindagi Imtehan Leti Hai (1981) ; Music Director: Hridaynath Mangeshkar ; Lyricist: M G Hashmat

Ram Hai Mahan - I (Female) Song Lyrics:

daata mere haal par na mujhko chhodiye

daata mere haal par na mujhko chhodiye

suniye meri vinti, mujhse munh na modiye

suniye meri vinti, mujhse munh na modiye

aa bani hai jaan par, aa bani hai jaan par

na bano anjan, ram hai mahan

ram naam hai mahan, ram hai mahan

haar kar pukarta hai, dil ye baar baar

haar kar pukarta hai, dil ye baar baar

saans lena bhi hua hai mere liye bhaar

saans lena bhi hua hai mere liye bhaar

ram lijiye na mera, ram lijiye na mera

aur imtihan, ram hai mahan

ram naam hai mahan, ram hai mahan

ram hai mahan, ram naam hai mahan

ram hai mahan, ram naam hai mahan

ram ke siwa na koi

ram ke siwa na koi

ram ke saman

ram hai mahan, ram naam hai mahan

ram hai mahan

ram mujhko daas apna maan lijiye

ram mujhko daas apna maan lijiye

lijiye sharan me ram, dhyan dijiye

lijiye sharan me ram, dhyan dijiye

jiv ke hai jiv aap, jiv ke hai jiv aap

prani ke hai pran

ram hai mahan

Frequently Asked Questions (FAQs)

Who wrote the lyrics of "Ram Hai Mahan - I (Female)"?

M G Hashmat has written the lyrics of "Ram Hai Mahan - I (Female)".

Who is the singer of "Ram Hai Mahan - I (Female)"?

Lata Mangeshkar have sung the song.

Who composed the music for "Ram Hai Mahan - I (Female)"?

Hridaynath Mangeshkar

"Ram Hai Mahan - I (Female)" Song is a popular track from the album "Zindagi Imtehan Leti Hai (1981)", sung by Lata Mangeshkar. With heartfelt lyrics penned by M G Hashmat, and soulful music composed by Hridaynath Mangeshkar, this song continues to captivate fans.

Song Details

Song: Ram Hai Mahan - I (Female)
Album: Zindagi Imtehan Leti Hai (1981)
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: M G Hashmat
Music: Hridaynath Mangeshkar
Keep listening to the music! 😊